Ye Faasley Lyrics - Gaurav Bhatt

Ye Faasley Lyrics by Gaurav Bhatt

Yeh Faasle / Ye Faasley Lyrics by Gaurav Bhatt: The song is sung and composed by Gaurav Bhatt while lyrics are written by Hiren Pandya Rahi.

Singer / Music: Gaurav Bhatt
Song Writer: Hiren Pandya Rahi
© 2015 Unisys Music

Ye Faasley Lyrics

Ye faasley
Kam hon zara (x2)

Sargoshiyaan karti hain hawaa
Bas ik dafaa, sunle zara..

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bataun

Yeh faasle kam hon zara (x2)

Kya dhoondhe tu yahaan
Kadmon ke woh nishaan
Ik pal ki thi duaa
Ik pal mein hi dhuaan

Itni wafayon mein umrein kaati hai
Kishton kishton mein
Raatein baanti hain yahaan, yahan bata

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bata

Yeh faasley kam hon zara (x2)

Kyun darmiyaan apne be-qashi be-baya
Thehraon mein ik sadaa
Bhatki phire tanhaa
Kitne ummedon ne raahein taaki hai

Saansein katra hai
Ab bhi baaki hai yahan, yahan bata

Kitne lamhe mere
Yahaan sadiyaan hue
Bataaun wo tujhe main
Kis tarah, kis tarah bata

Yeh faasley kam hon zara (x2)