Judaa Lyrics - Ishqedarriyaan | Arijit Singh

Judaa - Arijit Singh

Tujhse Judaa Hua Lyrics from Ishqedarriyaan: Listen to Arijit Singh's latest song from Ishqedaariyaan. This is a love song composed by Jaidev Kumar and written by Kumaar.

Singer: Arijit Singh
Song Writer: Kumaar
Music: Jaidev Kumar
Video Features: Mahaakshay & Evelyn Sharma
© 2015 Zee Music Company

Judaa Lyrics

Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhai
Aansuon ne nazar mein jagah banayi
Zindagi ka hissa bani tanhai
Puri hoke bhi puri na ho saki duaa

Tujhse judaa judaa hua
Main judaa hua
Mujhse khafa khafa yahaan
Mera Khuda hua (x3)

Kareeb se guzar gaya
Kyun mujh ko tanha kar gaya
Kareeb se guzar gaya
Kyun mujh ko tanha kar gaya
Khali khali dil mein ik dard aisa bhar gaya
Jiski kehte hain duniya me koi nahi dawa

Tujhse judaa judaa hua
Main judaa hua
Mujhse khafa khafa yahaan
Mera Khuda hua (x3)

Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Bewajah safar mein tha
Pal do pal nazar mein tha
Khamakha bhatak gaya
Achcha bhala dil ghar mein tha
Kaisi bin teri hogi yeh zindgi bata

Tujhse judaa judaa hua
Main judaa hua
Mujhse khafa khafa yahaan
Mera Khuda hua (x3)

Tujhse Judaa Music Video


Tujhse Judaa Full Audio