Do Jahaan - Haider (Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor)

Do Jahaan - Haider

Do Jahaan Lyrics from Haider: The song is in Hindi and Kashmiri language sung by Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor, composed Vishal Bhardwaj and written by Gulzar.

Singer: Suresh Wadkar, Shraddha Kapoor
Music: Vishal Bhardwaj
Song Writer: Gulzar
Video Features: Shahid Kapoor, Shraddha Kapoor
© 2014 Junglee Music

Do Jahaan Lyrics

Sirey udhad gaye hain subhon shaam ke
Woh mere do jahaan saath le gaya
Tamam daastaan saath le gaya
Woh mere do jahaan saath le gaya
Tamam daastaan saath le gaya

Baetti naaye dooryei
Chuon zaraye baalmar-e-yo
Kya kar ho thaam
Zara-zaraye baalmar-e-yo

Woh bepanah pyaar karta tha mujhe
Woh bepanah pyaar karta tha mujhe
Gaya to meri jaan saath le gaya
Tamam daastan saath le gaya

Sharmand karthaas aftaabo
Kaymi haal yi zoon
Khand chaini ghach so
Lajj so daraeye baalmar-e-yo

Main sajde se utha to koi bhi na tha
Main sajde se utha to koi bhi na tha
Wo paaon nishan saath le gaya
Gaya to meri jaan saath le gaya
Wo mere do jahaan saath le gaya
Tamaam dastaan sath le gaya