Yeh Number One Yaari Hai Lyrics - Mohit Chauhan #No1Yaari - McDowell's No.1

Yeh Number One Yaari Hai - Mohit Chauhan #No1Yaari

Yeh Number One Yaari Hai Lyrics by Mohit Chauhan: #No1Yaari or Yaari Anthem an ode to yaaro is a short film for McDowell's No.1 and it's written and directed by Sonal Dabral.
The song is sung by Mohit Chauhan and composed by Rajeev Bhalla and feat. TV actors Rahul Ram, Paranjay Jaiswal and Amol Parashar.

Singer: Mohit Chauhan
Song Writer: Sonal Dabral
Music: Rajeev Bhalla
Video Features: Rahul Ram, Paranjay Jaiswal and Amol Parashar

#No1Yaari Lyrics

Mmm.. aa..

Har aashmaan se unchi hai
Samundaron se gehri
Aisi waisi dosti nahin
Aisi waisi dosti nahin
Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai

Chhanv mein dhoop mein
Jaane kitne roop mein
Ye tappi hai, ye jalli hai
Sona banke ye mili
Galliyon se guzri hai
Barson sanwari hai
Aisi waisi dosti nahin
Ye number one yaari hai
Ye number 1 yaari hai

Kyun rukein sapne bune
Kyun darein khushiyan chune
Yaari humko haunsla de
Kaano mein hanske gaye
Saath hun main jeet lo tum
Duniya tumhari hai

Aisi waisi dosti nahin
Ye number 1 yaari hai
Ye number 1 yaari hai

Ruthun kabhi toh jod'ti
Bhatkun kabhi to mod'ti

Har khushi mein, har gham mein
Achche bure mausam mein

Humse karti baat hai saaye jaisi
Saath hai..
Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai
Aisi waisi dosti nahin
Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai

Har aasmaan se unchi
Samundaron se gehri
Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai..

Jashn hai, rang hai
Ye jahaan sang hai
Yahi pankh bhi udaan bhi
Armaan bhi aasmaan bhi
Iss pal se zindagi tak
Ye duniya saari hai

Ye number one yaari hai
Ye number one yaari hai