Dil-e-Nadaan Lyrics - Hawaizaada | Ayushmann Khurrana

Dil-e-Nadaan Lyrics - Hawaizaada

Dil-e-Nadaan Lyrics from Hawaizaada: The song is sung and composed by Ayushmann Khurrana while lyrics are written by Mirza Ghalib.

Singer: Ayushmann Khurrana
Song Writer: Mirza Ghalib
Music: Ayushmann Khurrana
Video Features: Ayushmann Khurrana, Pallavi Sharda
© 2015 T-Series

Dil-e-Nadaan Lyrics

Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai
Aakhir iss dard ki dava kya hai
Dil-e-nadaan tujhe huaa kya hai

Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Humko unse wafaa ki hai ummeed
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Jo nahi jaante wafaa kya hai
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai

Jaan tum par nishar karta hoon
Jaan tum par nishar karta hoon
Jaan tumpar nishar karta hoon
Main nahin jaanta duaa, kya hai
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai

Maine maana ke kuch nahin Ghalib
Maine maana ke kuch nahi Ghalib
Muft haath aaye toh bura kya hai
Dil-e-nadaan tuje hua kya hai
Dil-e-nadaan tuje huaa kya hai