Thappad Lyrics - Shamitabh | Suraj Jagan

Thappad Lyrics - Shamitabh

Thappad Lyrics from Shamitabh: The song is sung by Suraj Jagan & Rap Earl D'souza and composed by Ilaiyaraaja while lyrics are written by Swanand Kirkire.

Singer: Suraj Jagan
Rap: Earl D'souza
Song Writer: Swanand Kirkire
Music: Ilaiyaraaja
© 2015 Eros

Thappad Lyrics

Main kyun na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon, main yoon
Ek thappad thappad

Haath nikaalo jeb se
Focus kar face pe
Nishana hold on steady
Sataak fataak aur tezz se
Hathiyar bhi bilkul free hai
Na license ki koi fee hai
Pakde jaane ka na dar hai
Thappad dena fundamental right...

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun na kyun, na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon, main yoon
Ek thappad thappad

Tameez ki kameez mein kyun haath ko chhupaana
Be-akkal shakal pe seedhe haath ka nishana
Badtameezi, dramebazi, gundagardi band karo ji
Duniya lazy rakh ke do ji
Na maane to, do aur do ji
All you need is a hand and a thappad philosophy

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon
Ek thappad thappad

Daayein haath se pada to bayaan brain khulega
Baayein haath ka pada daayaan daant hilega
Rishwatkhori, seenazori, baate-shaate band karo ji
Haanji haanji rakh ke do ji
Na maane to do aur do ji
All you need is a hand and a thappad philosophy

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon
Ek thappad thappad

One thappad if he is mad
Two thappad if he is bad
Three thappad be so glad
Four thappad he call you dad
Fifty awesome, fifty downs
Left 'n' right swingin' in a round
Practice noon and practice night
Then baby get the top of right

Doon, haan doon, haan doon
Ek thappad thappad
Kyun, main kyun na doon
Ek thappad thappad
Yoon, ya yoon, ya yoon
Ek thappad thappad
Kyun na doon main yoon
Ek thappad thappad