MAIN HAWA HOON Lyrics - Mandy Takhar | Women Empowerment

Main Hawa Hoon Lyrics - Mandy Takhar

Main Hawa Hoon Lyrics: A Woman Empowerment by British Indian actress Mandy Takhar written and directed by Baljinder S Mahant.

Singer: Mandy Takhar
Song Writer: Baljinder S Mahant
Music: JSL Singh
Video Features: Mandy Takhar
© 2015 Filmy Shots

Main Hawa Hoon Lyrics

Main hawa hoon
Aandhi na bana mujhko
Main jeevan hoon
Mita bhi sakti hoon tujhko (x2)

Na sata mujhe
Na dara mujhe
Na jhuka mujhe
Na aazma mujhe (x2)

Main hawa hu
Aandhi na bana mujhko
Main jeevan hu
Mita bhi sakti hu tujhko

Mar mar ke jeena kyun
Aanshu ye peena kyun
* toh kar denge tujhe tabaah
Na hume yun aazma
Chhu lenge aasmaan
Chand taare bhi sab honge ye gawaah...

Na sata mujhe
Na dara mujhe
Na jhuka mujhe
Na aazma mujhe (x2)

Main hawa hoon
Aandhi na bana mujhko
Main jeevan hu
Mita bhi sakti hun tujh ko

(Main hawa hoon
Na aazma mujhe) [x4]

Na sata mujhe
Na dara mujhe
Na jhuka mujhe
Na aazma mujhe...