MERI JAAN LYRICS - Maaz & Shaaka

Meri Jaan Lyrics - Maaz & Shaaka

Meri Jaan Lyrics by Maaz & Shaaka: The song is sung, written and composed by Pakistani Band Maaz & Shaaka.

Singer / Song Writer / Music: Maaz & Shaaka
Video Features: Maaz & Shaaka
Prod. by Krypton Guys @ Krypton Studio
Post production: Siren Productions
Editor: Abrar Ahmed

Meri Jaan Lyrics

Hua yeh nasha tera
Mujhpe chha raha
Sang tu nahin bas tera saaya
Rau rau ke raat guzaare mera dil

Tu aa.. meri jaan (x2)

Gham tere mujhe tadpaye
Saansein bhi tham si jaayein
Jo yaad teri mere sang ho
Ankhiyan vi num ho jaayen

Paas aao na, mujhme samaao na
Khushiyan meri mujhko lautaao na
Rau rau ke raat guzaare mera dil

Tu aa.. meri jaan (x2)

Rap:
Jal jal ke raaton mein dukh sab samait liye
Khawahish bhi poori na thi jo thi tere liye
Teri wafa mein dooba tha mujhe khabar na thi
Tujhe chahta tha dil, usmein sabar na thi
Dard-e-dil, dard-e-judaai mein raatein ye guzari
Wo lamhein wo khushiyan nahi ab humare
Tu toh hai waise bewafa kya tujhe darr nahi
Marta hai dil mera tu bhi toh jal kahin

Raatan nu taare gin-gin
Hanju nai rukde mere
Khwaban vich tu hi aandi
Rabba hun sun le meri

Tu hai bewafa, yaadein teri saza
Dukh hai ab yahi, khamosh hai har samaa
Rau rau ke raat guzaare mera dil
(Guzaare mera dil)

Tu aa.. meri jaan (x2)