20-20 Lyrics - Welcome Back | Mamta Sharma

20-20 Lyrics - Welcome Back

20-20 Lyrics from Welcome Back: An item song composed by Anu Malik & sung by Mamta Sharma, Anu Malik, Shadaab with lyrics penned by Manoj Muntashir, Shabbir Ahmed.

Singer: Anu Malik, Shadaab, Mamta Sharma
Song Writer: Manoj Muntashir, Shabbir Ahmed
Music: Anu Malik
© 2015 T-series

20-20 Lyrics

Aye main hoon soda toofani
Main hoon caram ki rani
Main hoon tikhi kachori
Muh mein aa jaye pani
Main wo maachis ki tili
Jala doon beedi mein sheeli
Rowdy mere chakar mein senti hua

Main bubly hui tu bunty huwa
Main bubly hui tu bunty huwa
Band kamre mein 20-20 huwa
Main bubly hui tu bunty hua
Band kamre mein 20-20 hua

Loot le, loot le, loot le, loot le
Loot le, loot le, loot le, loot le

Humein to loot liya fir se naaz walon ne
Lambe lambe balon ne golden gaalon ne (x2)

Chamak Chamak Chamak Chamak Chamak
Chamak Chamkili rani.. rani rani rani
Damak Damak Damak Damak Damak
Damak Damake jawani.. jawani jawani jawani

Udd gaya jo sinne se palla
Mach gaya hai mohalle mein halla
Main bajaun jise tu wo ghanti huwa

Main Bubly hui tu Bunty hua
Main Bubly hui tu Bunty hua
Band kamre mein 20-20 hua

Tu Bubly hui main Bunty hua
Band kamre mein 20 20 hua

Loot le, loot le, loot le, loot le
Loot le, loot le, loot le, loot le

Super super super super super super
Hit apni jodi..
Woofer woofer woofer woofer
Woofer ki sound badha de thodi..

Mauke pe tu chauka laga ja
Century ka tu trailer dikha ja
Notout rahenge guarantee hua
Laga de chakka!

Main Bubly hui tu Bunty huwa
Main Bubly hui tu Bunty huwa
Band kamre mein 20-20 hua

Tu Bubly hui main Bunty hua
Band kamre mein 20 20 hua

Loot le, loot le, loot le, loot le
Loot le, loot le, loot le, loot le

Humein to loot liya fir se naaz walon ne
Lambe lambe balon ne golden isharon ne

Main bubly hui tu bunty hua
Band kamre mein 20-20 hua (x2)

Loot gaya loot gaya loot gaya loot gaya
Loot gaya loot gaya loot gaya loot gaya

Le loot, le loot, le loot, le loot le
Jhoot le jhoot le jhoot le jhoot le