Kya Bataun Tumhe Lyrics - Agam Kumar Nigam | Phir Se Bewafai

Kya Bataun Tumhe Lyrics - Agam Kumar Nigam

Kya Bataun Tumhe Lyrics from Phir Se Bewafai: sung by Agam Kumar Nigam and composed & written by Sawan Kumar Sawan.

Singer: Agam Kumar Nigam
Song Writer/Composer: Sawan Kumar Sawan
© 2015 T-Series

Kya Bataun Tumhe Lyrics

Jinpe illjaam bewafaai ka
Unse ummeed-e-wafa karta hu
Zakham khaye hain jinse
Daastan unki bayaan karta hu

Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hoon (x2)

Wo gaye hain badal doston aaj kal
Wo gaye hain badal doston aaj kal
Main toh marne ki dua kar raha hoon

Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafaa kar raha hoon (x2)

Kya bataun tumhe doston ishq mein

Fer li jab se usne nigaahein
Sooni sooni hui dil ki raahein
Aa gayi zindagi uss jagah pe
Har taraf hai jahan sirf aahein

Jaanta hai Khuda usko deke dua
Jaanta hai Khuda usko deke dua
Apna haq main adaa kar raha hoon

Wo gaye hain badal doston aaj kal
Main toh marne ki dua kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein

Kam na hongi jo wo dooriyan hai
Door tak ab toh majbooriyan hain
Na wafaayein meri kaam aayi
Meri kismat mein benooriyan hain

Maine ki hai wafa usne di hai dagah
Maine ki hai wafa usne di hai dagah
Jaan uspe fidaa kar raha hoon

Wo gaye hain badal doston aaj kal
Wo gaye hain badal doston aaj kal
Main toh marne ki dua kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein