OH KHUDA LYRICS - Hate Story 3 | Zareen khan, Sharman Joshi

Oh Khuda - Hate Story 3

Song: Oh Khuda
Movie: Hate Story 3
Singer: Abhishekh Raysingh
Song Writer: Jaya Bhanu
Music: Arihant Lunia
Video Features: Zareen khan, Sharman Joshi

Oh Khuda Lyrics

Oh Khuda..

Tujhe hai maanga har duaa
Khuda bhi khud hai ab gawaah (x2)

Na aisa ik bhi din gaya
Judaa jo tujhse main raha
Tu mujhme hai kuch is qadar
Ye jaanu main aur bas Khuda
Oh Khuda.. wo..

Meri bandagi ki hai tu hi wajah
Warna main kafir bhala
Ye hai meri saza, o..

Meri bandagi ki hai tu hi wajah
Warna main kafir bhala
Ye hai meri sada, o..

Na aisa ik bhi din gaya
Judaa jo tujhse main raha
Tu mujhme hai kuch is qadar
Ye jaanu main aur bas Khuda
Oh Khuda.. wo..

Beete lamhon ka sauda ho jo kahin
De doon main apni jaan bhi
Jaan ke badle wahin (x2)

Na aisa ik bhi din gaya
Judaa jo tujhse main raha
Tu mujhme hai kuch is qadar
Ye jaanu main aur bas Khuda
Oh Khuda.. wo..