Hina Ki Khushbu Lyrics - Samra Khan & Asim Azhar

Hina Ki Khushbu by Samra Khan, Asim Azhar

Singer: Samra Khan & Asim Azhar
Backing Vocals: Momin Durrani, Rachel Viccaji, Sara Haider
Album: Coke Studio
Video Features: Samra Khan & Asim Azhar
Music: M. Ashraf, Strings

Hina Ki Khushbu Lyrics

Hamaari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai (x2)

Labon peh naghmein machal rahe hain
Nazar se masti chhalak rahi hai
Hamaari saanson mein aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai

Sohniya man kaihna
Tere baajon main naiyon rehna
Jaawin naa main ton door
Meri saahnwaan ne naeeyon saihna
Tu rahwen mere kol meri jaan
Yaariyaan todi naa mehermaan
Kinna sohna tainu (hmm..)
Kinna sohna tainu

Hina ki khushboo mahak rahi hai
Hina ki khushboo mahak rahi hai

Kinna sohna tainu Rabb ne banaaya

Woh mere nazdeek aate aate
Haya se ik din simaṭ gaye the (x2)

Mere khayaalon mein aaj tak wuh
Badan ki ḍaali lachak rahi hai (x2)

Sohneya man kahna
Tere baajon main naiyon rahna
Jaanvin naan main ton door
Meri saahnwaan ne naeeyon saihna

Chhaḍḍ ke toon naan ja
Ho ajj dil di man ja
Ainj de na saza
Sun dil di sadaa
Ik waari sun lai
Khyaalaan ch gum reh
Jaan meri kaḍḍ ke yoon naan sata (x2)

Heena ki khushboo mahak rahi hai
Heena ki khushboo mahak rahi hai
Labon pih naghmein machal rahe hain
Nazar se masti chhalak rahi hai

Hamaari saanson men aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai

Tu chhad naa ja
Naan de saza
Sun lai sada
Ajj dil di man ja (x3)

(Hamaari saanson men aaj tak
Woh hina ki khushbu mahak rahi hai)