Behki Lyrics - Yaara Silly Silly ft. Paoli Dam

Behki - Yaara Silly Silly

Singer: Mehak Suri & Shadaab Hussain
Song Writer: Sandeep Nath
Music: Ankit Tiwari
© 2015 Zee Music Company

Behki Lyrics

Angdaiyan lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil
Angdaiyan lene laga hai dil
Gudgudi si zara karne laga hai dil

Haath aage kar, main chhu lun aasmaan
Chand pe bandhoon main apna aashiyan

Behki ye chehki, ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fidaa (x2)

Neend mein soi khushiyan
Jaagi hain achanak
Manzilein jo ruki thi
Bhaagi hai achanak (x2)

Apna kar loon tamasha
Tere milne ka inaam wo hai

Behki ye chehki ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fidaa (x2)

Aa..

Lamhon ki dhadkano mein
Taazgi hai achanak
Khwabon ki guftgu mein
Saadgi hai achanak (x2)

Aaj daaman mein, bhar loon ye jahan
Poori kar main, apni marziyaan

Behki ye chehki, ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fidaa (aa..)
Behki ye chehki, ye jeene ki adaayein
Aaj mujhpe zindagi fidaa, fidaa...