In Aankhon Ki Masti (Cover) Lyrics - Soujanya Madabhushi

In Aankhon Ki Masti (Cover) - Soujanya Madabhushi

Singer: Soujanya Madabhushi
Song Writer: Shahryar
Music: Jai & Parthiv

In Aankhon Ki Masti (Cover) Lyrics

Tu mujhe chahe na chahe
Ye tere bas mein to hai
Aur main tujhko naa chahun
Ye mere bas mein nahin


In aankhon ki masti ke aa..
In aankhon ki masti ke
Mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta
Afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke (aa..)


Ab aap saamne hain toh
Kuch bhi nahi hai yaad
Warna kuch lafz hai
Humein kehna zaroor tha


Ik sirf humi mai ko
Ik sirf humi aa (sa ga ma pa)
Ik sirf humi mai ko
Aankhon se pilaate hain
Aankhon se pilaate hain

Kehne ko to duniya mein
(Kehne ko to duniya mein)
Kehne ko to duniya mein
Maikhaane hazaaron hain
Maikhaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke
Mastaane hazaaron hain
Mastaane hazaaron hain
In aankhon se vaabasta
Afsaane hazaaron hain
Afsaane hazaaron hain
In aankhon ki masti ke
(In aankhon ki masti ke)