Lamhein Lyrics - Anmoll Mallik

Lamhein - Anmoll Mallik

Singer / Music: Anmoll Mallik
Song Writer: Manoj Muntashir
© 2015 Universal Music India Pvt Ltd.

Lamhein Lyrics

Tera chehra teri aankhen
Saanson mein mere chhupke
Leta hai tu saansein

Pas jo tha door hai kyun
Itne hum majboor hain kyun
Kyun hai nahi mere naseeb mein
Dhoondhein jise shaamein meri shaamein
Laaun kahan se wo lamhein

Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Laaun kahan se wo lamhein

Kause kause wo din
Shabnam shabnam si raatein
Jitna main bhulun tujhko
Yaad aaye teri baatein

Neend mein taare so ne na ye
Kya thhe hum kya ho ne na ye
Yaadon ke sab sheeshe kyun toote
Jaane kahan chhute, kahan chhute
Jaane kahan chhute lamhein

Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Jaane kahan chhute lamhein

Khali khali raste puchhe kadmon se mere
Kehte kahan hai wo
Jo sang chalta tha tere

Laut ke aaye phir wo pal
Jo ginti hu pal pal har din
Thehere hain palkon pe abhi aansoon
Le aa kahin se tu, kahin se tu..

Na na... aa..

Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Lamhein lamhein
Jaane kahan chhute lamhein (x2)