Oh Jaaniya Lyrics - Arijit Singh & Shreya Ghoshal

Oh Jaaniya - Arijit Singh

Singer: Arijit Singh & Shreya Ghoshal
Song Writer: Irfan Siddiqui
Music: Salim-Sulaiman
© 2015 Zee Music Company

Oh Jaaniya Lyrics

Soch mein hoon zara ye kya ho gaya
Lag raha hai mujhe sab naya naya

Oh jaaniya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya (x2)

Chhid gaya aap hi
Tu wo saaz hai
Khul gaya aap hi
Tu woh raaz hai

Oh jaaniya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya (x2)

Jaise honthon pe halki si
Aai hai hansi lekin
Aankhen ye geeli ho
Tu hai wo aansu jaaniya

Wo oh waise naadan hu
Hairaan hu, thoda paresaan hoon
Samjhaun kya khud ko
Hans do ya ro doon jaaniya

Haan haan, jaagi inn khawahishon ko
Kaise main sulaaun jaaniya
Haan haan, jo bhi ho raha hai
Kaise main chhupaun jaaniya

Oh jaaniya
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Tune mujhe kya kar diya (x2)