Yun Hai Lyrics - Yaara Silly Silly | Neeti Mohan

Yun Hai - Yaara Silly Silly

Yun Hai Lyrics from Yaara Silly Silly: The song is sung by Neeti Mohan, composed by Ankit Tiwari while lyrics are written by Sandeep Nath.

Singer: Neeti Mohan
Song Writer: Sandeep Nath
Music: Ankit Tiwari
© 2015 Zee Music Company

Yun Hai Lyrics

Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan (x2)

Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmaale
Meri ada mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye!

Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan

Khili khili rangeeli, nashili hoon
main raaza hari bhari
Chhu le mujhe yahan se wahan se
Milegi masti har kahin (x2)

Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmale
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana, haaye!

Yun hai hamare darmiyaan
Uljhi saanson ki garmiyaan

Haaye..

Tu kya jaane main hoon kya
Meri khatir aahein bhare sabhi
Main hoon jawan, hoon haseen
Khushiyan doongi tujhko nayi nayi (x2)

Suljhane de in uljhano ko
Saari shaitani aazmale
Meri adaa mein tu naha le
Ab toh mujhe apna bana
Yun hai hamare darmiyaan..